Intezar Poetry in Urdu | Sad Intezar Shayari 2023

Rate this post

Explore our collection of Best Intezar Poetry in Urdu (انتظار پوٹری). You can use this Tera Intezaar Poetry with images when waiting for a Girlfriend or Boyfriend. This is the world’s largest deep intezar poetry in Urdu two lines compilation, which allows an individual to express their feelings through words.

intezar poetry in Urdu two lines

Our Intezar poetry in urdu has been designed with beautiful images in Urdu. You are able to easily download poetry images and share them on WhatsApp and social media.

Intezar Poetry in Urdu
intezar poetry

اےموت ایک تیرے سوا
سب انتظار ختم ہوگئے ہیں

Ae maut, ek tere siva
Sab intezar khatam ho gaye hain

sari life intezar
Intezar Poetry in Urdu

اس نے ایک پل بھی رکنا گوارا نہیں کیا
ہم ساری زندگی انتظار میں کھڑے رہے

Is ne ek pal bhi rukna gawara nahi kiya,
Hum saari zindagi intezar mein khade rahe.

muntazir poetry
muntezir poetry

مڑ کر دیکھنے کی جرات وہی کرتا ہے
جس کو یہ یقین ہو کہ پیچھے کوئی منتظر ہوگا

Mur kar dekhne ki jurrat wahi karta hai,
Jis ko yeh yaqeen ho ke peeche koi muntazir hoga.

Intezar Poetry in Urdu
intezar poetry in urdu

انتظار طویل ہو جائیں تو آنکھوں میں
موجود رنگ پھیکے پڑنے لگتے ہیں

Intezar taweel ho jaayein to aankhon mein,
Maujood rang pheken parne lagte hain.

مجھے بھی سکھا دے یوں نظرانداز کرنے کا ہنر
میں تھک گٸ ہوں ہر لمحہ ہر سانس تیرے انتظار میں

Mujhe bhi sikhade yun nazranadaz karne ka hunar,
Main thak gaya hoon har lamha har saans tere intezar mein.

hum mar jain aus ky intezar main
Intezar Poetry in Urdu

ہم تڑپتے ہیں اس کی یادِ میں
روتے ہیں فریاد میں
اے خدا ایک بار اسے ملا دے
کہیں ایسا نہ ہو ہم مر جائے اس کے انتظار میں

Hum tadapte hain us ki yaad mein,
Rote hain faryaad mein,
Aye Khuda ek baar use mila de,
Kahein aisa na ho hum mar jayein us ke intezar mein.

kitny nayab hoty hain ya log

کتنے نایاب ہوتے ہیں یہ محبتوں کے رشتے
کوئی یاد نہ بھی کرے تو انتظار پھر بھی رہتا ہے

Kitne naayab hote hain yeh mohabbaton ke rishte,
Koi yaad nahin bhi kare to intezar phir bhi rehta hai.

tery inezar main hai
tery intezar main hai

دیدار یار نہیں ہوتا تو یہ لب بھی نہیں مسکراتے
آ بھی جاؤ کہ مسکراہٹ تیرے انتظار میں ہے

Didaar yaar nahin hota to yeh lab bhi nahin muskurate,
Aa bhi jaao ke muskrahat tere intezar mein hai.

zakham ghery
Intezar Poetry in Urdu

زخم اتنے گہرے ہیں اظہار کیا کریں
ہم خود بن گئے نشانہ وار کیا کریں
ہم مر گئے مگر کھلی رہی آنکھیں
اس سے زیادہ ہم اس کا انتظار کیا کریں

Zakhm itne gehre hain izhaar kya karein,
Hum khud ban gaye nishaanavaar kya karein,
Hum mar gaye magar khuli rehi aankhein,
Iss se zyaada hum uss ka intezar kya karein.

Intezar Poetry in Urdu
sabir or intezar

صبر اور انتظار میں پتہ کیا فرق ہے
صبر خود کیا جاتا ہے اور انتظار کوئی کروا رہا ہوتا ہے

Sabar aur intezar mein pata kya farq hai,
Sabar khud kiya jaata hai aur intezar koi karwa raha hota hai.

Intezar Poetry in Urdu

کہتے ہیں لوگ موت سے بدترین ہے انتظار
اپنی تو ساری عمر کٹی انتظار میں

Kehte hain log maut se bura hai intezar,
Apni to saari umar katti intezar mein.

ay rat chali ja

اے رات چلی جا
کیوں آئی ہے میری چوکھٹ پر
چھوڑ گئے وه لوگ جن کی یاد میں
ہم تیرے آنے کا انتظار کرتے تھے

Aye raat chali ja,
Kyun aayi hai meri chokhat par,
Chhod gaye woh log jin ki yaad mein,
Hum tere aane ka intezar karte the.

Intezar karna lakh mushkil
Intezar karna lakh mushkil

انتظار کرنا لاکھ مشکل سہی
درد دیتا ہے اس کا کہی اور مصروف رہنا

Intezar karna laakh mushkil sahi,
Dard deta hai is ka kahi aur masroof rehna.

Sari rat intezar kiya
Sari rat intezar kiya

میں نے رات ساری اس کی انتظار میں گزاری
اور جب صبح وہ ملا تو سرخ آنکھوں کا سبب پوچھنے لگا

Maine raat saari us ki intezar mein guzari,
Aur jab subah woh mila to surkh aankhon ka sabab poochhne laga.

Sari rat intezar kiya
Intezar Poetry in Urdu

اپنی عمر گنوا دی میں نے
اک تیرے انتظار میں

Apni umar gunwa di maine,
Ek tere intezar mein

sab intezar khatam howey
sab intezar khatam howey

اےموت ایک تیرے سوا
سب انتظار ختم ہوگئے ہیں
Aye maut, ek tere siwa,
Sab intezar khatam ho gaye hain.

sab intezar khatam howey
Intezar Poetry in Urdu

انتظار ان کا کیا جاتا ہے
جس کے آنے کی کوئی امید ہو

Intezar un ka kya jata hai,
Jis ke aane ki koi umeed ho.

انتظار کے سلسلے یوں چلتے رہیں گے
ان آنکھوں سے اشک یوں نکلتے رہیں گے
تم شمع بن کر ہمارے دل میں روشنی تو کرو
ہم موم بن کر پگھلتے رہیں گے

Intezar ke silsile yun chalte rahenge,
In aankhon se aansoo yun nikalte rahenge,
Tum shama ban kar hamare dil mein roshni to karo,
Hum mom ban kar pighalte rahenge.

tujh say milny ki Arzo
tujh say milny ki Arzo

میں نے ہر بار تجھ سے ملتے وقت
تجھ سے ملنے کی آرزو کی ہے
تیرے جانے کے بعد بھی میں نے
تیری خوشبو سے گفتگو کی ہے

Maine har baar tujh se milte waqt,
Tujh se milne ki arzoo ki hai,
Tere jaane ke baad bhi maine,
Teri khushbu se guftagu ki hai.

tujh say milny ki Arzo

آنکھیں رہتی ہیں شام و سحر منتظر تیری
آنکھوں کو سونپ رکھا ہے انتظار تیرا

Aankhen rehti hain shaam-o-sahar muntazir teri,
Aankhon ko sonp rakha hai intezar tera.

آج وعدہ ہے اس کے آنے کا
آج اٹکی ہے جان دستک پر

Aaj wada hai us ke aane ka,
Aaj atki hai jaan dastak par.

TagsHeart Touching Poetry, 2 lines poetry, New Best Poetry in Urdu 2 Lines

♥You Might also Like ♥

◆ Birthday poetry in Urdu

◆ Death poetry in Urdu 

◆ Ahmad Faraz Poetry In Urdu 

Leave a Comment